Tere bin ab mere din Ghanghor andhera chaa gya Tere bin ab mere sang Koi aur sahara na rha Tu hi mera ik sahara hai Sahara... Ghor andhere me ujala tu Ujala hai bas tu hi mera Ek sahara hai...
Deen jan ka gidigdana (2) Bhole man ki bintiyan Jakhmon ki gehraiyon se Uth rahi ye dohaiyan Mere aur tu kaan lga le Sun le mera pukaarna Mere praan ko tu bacha le Ye hai meri yachna
Besaharon ka sahara hai Ab tu hi hai Bas Bebason ka Asra hai re...
Andhiyon ki dhaave mein padi Dole meri nanhi naiyya re Tuti re naiyya dubi re Prabhu tumare naam hain hothon pe Sun to le sun to le Sun morey prabhu sun to le ab Andhiyon ko jo sambhale re Ab Woh hi hai bas woh hi mera ek sahara hai...
Besahaaron ka sahara hai Ab tu hi hai bas Bebason ka asra hai re
Post a Comment